Makhsoos Jagah Shadi Ya Kisi Makhsoos Fard Ki Taskheer
Kisi makhsoos fard ki taskheer kay liye sharf e zohra main is jafri amal ko tayar kiya ja sakta hai.
Kisi makhsoos fard ki taskheer kay liye sharf e zohra main is jafri amal ko tayar kiya ja sakta hai.
Husool e Daulat kay liye zaruratmand afrad sharf e zohra ( 3 – 4 March 2018 ) kay dauran , is ilm e jafar asaar kay amal ko tayar karkay maali mushkilat per roohani madad letay huway qaboo pa saktay hain .
Ilm ul adaad se kisi kaam ya muraad kay mutalliq jaannay ka tariqa , keh woh muraad ya kaam kab tak hoga ?
Naam ka asar zindagi bhar rehta hai , Jaaniye keh bachon kay naam rakhnay ka kia tarika ulma e ilm e jafar o ilm e najoom bayan farmatay hain
Ager aap kay naam ka adad paanch ( 5 ) hai to phir janiye apni shakhsiyat, khoobi o khamiyan , maali muamlat , Asma e ilaahi , luckygemstone aur bohot kuch
Mukhtaleef aqwam isay mukhtaleef naamoo se janti hai , angraiz isay Breathing exercise kehtay hain , Sanskrit main Pranayama Ya Sur Vidha , Arabon main Ilm un nafs yanay saans ka ilm kehtay hain , Durasl is ilm ka talluq humari roz marrah ki saans se hai. Rawani e Nafs ka naam zindagi hai , aur iskay bnd honay ka naam mout hai , phir kuch samajh main nahi aata keh woh cheez jis ka inhessaar zeest o marg per hai , woh bajaaey khood aik ajeeb o gareeb shay kiyun na ho . Yeh Aur baat hai keh humari he naqis o na mukammal aqal is guthi ko na suljha sakay keh is main kia kia khawas mojood hain .
Surah e qadar – Inna Anzalnah ki Roohani Ring , Jisay abjad e shamsi se tayar kia jata hai, Ilm e jafar asaar ka aik khaas qaida , Yeh qaida taraqqi, martaba aur izzat ke liye akseer e Azam hai
Ager aap kay naam ka adad chaar ( 4 ) hai to phir janiye apni shakhsiyat, khoobi o khamiyan , maali muamlat , Asma e ilaahi , luckygemstone aur bohot kuch
Kayi ahbab ne magic tricks ( shobdaat ) ki janib tawajjah mabzul karwayi hai ke isay bhi Roohanialoom kay blog ka hissa banaya jaye lehaza chand aik nadir o nayaab shobdaat paish e khidmat hai tajurba karein aur lutf uthayein.
Roohon Ki Madad Se Khud-Bakhud Likhney Ka Ilm Apne aksar horror movies main dekha hoga keh mutasira shakhs ya khatoon aik table per…
Guzishta chand dinon mein kae hazraat ny ba zariya Email aisay amal ki farmaaish ki thi jis se taskheer e khaas o aam haasil ho aur amal Mujarib bhi ho. bay shumaar aamaal taskheer mein se is Nayaab amal e taskheer ka Intikhab kar kay qar’a-in ki khidmat mein paish karne ki Sa’adat haasil kar rahay hain .
Ilm e Jafar ka yeh nayab Mustehsilah . Azizam Babar Sultan Qadri Sahb ka ataa kardah – is Mustehsilah ki khoobi yeh hai ke jawab Quran e Majeed Furqan e Hamid se akhaz kya jata hai yeh Mustehsila aik tarha ka Istikhara hai jis se kaam ke karne ya nah karne ki baabat sahi rehnumai haasil ki ja sakti hai is ke ilawa agar husool e jawab ki tamanna ho tu bhi mumkin hai.
Ilm ki duniya main ilmi batein hon , jalli huroof se likhnay kay qabil hoti hain , aisi he kuch sunehri batein apnay qara’aeen kay liye.
Amaliyat ka falsafa , amaliyat kya hai ? pareshani ka ilaj , roohanialoom se sawalon kay jawab, amal kamiyab hoga ya nahi? , pareshani door karnay wala kon hai ? , karobar main bandish ki haqeeqat kia hai ? In tamam sawalat kay baray main meri 30 saala tehqeeq ka nichor pesh e khidmat hai .