Amaliyat-e-Sharfat-e-Siyargan

Loh e Sharf e Zohra 2019

17 april 2019 – Aik khaas waqt
Taseer kay lehaaz se sayara e zohra ko sa’ad e asghar maana jaata hai .
Is mubarak o Mas’ood waqt se woh tamaam log mustafid ho saktay hain jin talluq public se rehta hai , jaisay dukandar, hakeem , leader , doctors, wukla hazraat , sahaafi hazraat , woh tamaam afraad jin ki aamdani ka zariya kisi na kisi surat awam se talluq rakhta ho . Is mubarak waqt main Taskheer e khalaiq , Taskheer e Mehboob Aur Taskheer e Aala afsaraan ( Officers ) kay liye nehayat moassar jafri aamaal tayar kiye ja saktay hain .

Read More