Ilm ul Adaad Say Sawal – Fulaan kaam kab hoga?
Ilm ul adaad se kisi kaam ya muraad kay mutalliq jaannay ka tariqa , keh woh muraad ya kaam kab tak hoga ?
Ilm ul adaad se kisi kaam ya muraad kay mutalliq jaannay ka tariqa , keh woh muraad ya kaam kab tak hoga ?
Surah e qadar – Inna Anzalnah ki Roohani Ring , Jisay abjad e shamsi se tayar kia jata hai, Ilm e jafar asaar ka aik khaas qaida , Yeh qaida taraqqi, martaba aur izzat ke liye akseer e Azam hai
Ager aap kay naam ka adad chaar ( 4 ) hai to phir janiye apni shakhsiyat, khoobi o khamiyan , maali muamlat , Asma e ilaahi , luckygemstone aur bohot kuch
Roohon Ki Madad Se Khud-Bakhud Likhney Ka Ilm Apne aksar horror movies main dekha hoga keh mutasira shakhs ya khatoon aik table per…
Guzishta chand dinon mein kae hazraat ny ba zariya Email aisay amal ki farmaaish ki thi jis se taskheer e khaas o aam haasil ho aur amal Mujarib bhi ho. bay shumaar aamaal taskheer mein se is Nayaab amal e taskheer ka Intikhab kar kay qar’a-in ki khidmat mein paish karne ki Sa’adat haasil kar rahay hain .
Ilm e Jafar ka yeh nayab Mustehsilah . Azizam Babar Sultan Qadri Sahb ka ataa kardah – is Mustehsilah ki khoobi yeh hai ke jawab Quran e Majeed Furqan e Hamid se akhaz kya jata hai yeh Mustehsila aik tarha ka Istikhara hai jis se kaam ke karne ya nah karne ki baabat sahi rehnumai haasil ki ja sakti hai is ke ilawa agar husool e jawab ki tamanna ho tu bhi mumkin hai.
Ilm ki duniya main ilmi batein hon , jalli huroof se likhnay kay qabil hoti hain , aisi he kuch sunehri batein apnay qara’aeen kay liye.
Amaliyat ka falsafa , amaliyat kya hai ? pareshani ka ilaj , roohanialoom se sawalon kay jawab, amal kamiyab hoga ya nahi? , pareshani door karnay wala kon hai ? , karobar main bandish ki haqeeqat kia hai ? In tamam sawalat kay baray main meri 30 saala tehqeeq ka nichor pesh e khidmat hai .